Sadiyoon Puranay Amliyaat taweezat aur wazefoon ke nayaab Kitaab. Book Laal Kitaab Author: Syed Hussain Shah Gilani
Nadar nayaab fun Rohani amliyaati kitaboon ka nichor , jis main bemariyoon ka rohani ilaj soratoon kay khawaas karobaar main taraqe husool e barkaat kay wazefay aur har qisam kay nayaab amliyaat nuqoosh o wazaef o amaal nadra ka zakheera.
Israar e Ajeeba Book Author: Dr Muhammad Manshoor Alam Siddqui Kitaab Israar e Ajeeba Paish Hai. Is Kitaab Main Har wo Amal Darj hai jo ap kerna chahtay hain. Is Kitaab ke Sabh say anokhe Baat yeh hai k is main kuch amliyaat asay bhi hain. jinhain parh ker ap hayraan hojae gain jesay Aam(mango) ka darkht ek ghare main ug jae asay amliyaat bhi is kitaab bhi darj hai. Yaad rakhay har amal jaiz niyat say kerain tu kameyabi ap kay qadam say door nahi. Amal ko ghor say parhain kisi badray Amil say guide lain. Baad main Amal shuro kerain. Aur jo hidayaat de jati hain agar un per Mukamal amal kiya tu ap zaroor kameyaab hongay. Umeed hai ap logoon aur Amil Hazraat ko is kitaab say Bohut faida hoga.